Design & Technology
Quran-e-Kareem Qiraat o Tajweed (Amali Course)
Huroof ki adaigi se le kar Husn-e-Qiraat tak mukammal rehnumai hasil karein۔ Is course mein aap Quran-e-Kareem ko durust Tajweed, sahih Makharij aur ...
3 Months
All Levels
Starts 01 May, 2026
Course Overview
Huroof ki adaigi se le kar Husn-e-Qiraat tak mukammal rehnumai hasil karein۔ Is course mein aap Quran-e-Kareem ko durust Tajweed, sahih Makharij aur khoobsurat andaaz ke saath padhna seekhenge۔
Course mein shamil hai:
Huroof aur kalimaat ki durust adaigi
Makharij-ul-Huroof ki tafseeli mashq
Tajweed ke zaroori qawaid
Quran-e-Kareem ki behtar aur pur-asar tilawat
Peer, Wednesday aur Friday baqaidah live classes
Baqi dinon mein mashqi recordings
Assignments aur quizzes
Mukammal course material
Homework support aur rehnumai
Har student ki practice aur islaah par khaas tawajjoh
Agar aap Quran Pak ko durust Tajweed aur husn-e-qiraat ke saath padhna seekhna chahte hain, to yeh course aap ke liye hai۔
Course join karne ke liye:
🌐 join.hidayafy.com
📞 91-9034302024
What You Will Learn
Master the core fundamentals and advanced concepts of the subject.
Engage in live interactive sessions with expert instructors.
Complete hands-on assessments and homework assignments.
Participate in dedicated community course group chats.
₹1,400 / Month
Login to EnrollCourse Features
- Live Interactive Classes
- Assignments & Quizzes
- 1-on-1 & Group Chats
- Full Access
- Certificate of Completion